Thursday, January 29, 2009

Taron ki chamak main

Taron ki chamak main dhoondu main tumhe
Chand ki chandni main dhoondu main tumhe

Pyar ke rango se raang di hai meri zindagi
Har pal har khushi main dhoondu main tumhe

Pyar se dil ke har ek kone main aise basa loon
Khushion ke har ek raang se sajha doon tumhe

Baas jaoun tere dil aur demaag main youn aur
Reshaam se nazuk dor main baandh loon tumhe

Na jaa paoge duur phir kabhi bhi tum mujhse
Aise aapne rab se maanga hai meri jaan tumhe

6 comments:

  1. सुन्‍दर गजल। लेकिन अगर देवनागरी लिपि में होती, तो ज्‍यादा मजा आता।

    ReplyDelete
  2. ज़ाकिर अली 'रजनीश' की टिप्पणि को दोहराता हूँ.

    ReplyDelete
  3. "naa ja paaoge duur phir kabhi ,
    aise apne rb se maanga hai..."

    ek kaamyaab izhaar....
    ek achhi rachna ......
    aur...Zakirji aur Hemji ki baat ka anumodan bhi
    badhaaee svikaarein . . . .
    ---MUFLIS---

    ReplyDelete
  4. Very Good Poem.
    Keep it up.
    Would like to see more poems
    Sundar Gazarl. Lekin agar hindi fonts
    use kiye hote to aur bhi sundar hoti.
    naa ja paaoge duur phir kabhi ,
    aise apne rb se maanga hai..."

    ek kaamyaab izhaar....
    ek achhi rachna ......
    aur...Zakirji aur Hemji ki baat ka anumodan bhi
    badhaaee svikaarein . . . .
    LAJAWAAB
    BEHAD LAJAWAAB.
    THANKYOU.

    ReplyDelete