Sunday, January 18, 2009

Bholi Si Tasveer

Tere Pyar Ke Daman Mein Lipte,
Tera Pyar Chhupaye Baithe Hain.

Ek Bholi Si Tasveer Liye,
Nazaron Ko Jhukaye Baithe Hain.

Bebus Hain Zamane Ke Darr Se,
Har Haal Chhupaye Baithe Hain.

Chhutega Nahi Chhutkar Bhi,
Tere Pyar Ka Rang Chadaye Baithe Hain.

Tere Pyar Ki khatir Duniya Se,
Har Haal Chhupaye Baithe Hain.

Zalim Ye Zamana Kya Jaane,
Hum Kyon Man Lagaye Baithe Hain.

Tere Pyar Me Arse Se
Duniya Ko Bhulaye Baithe Hein.

Tum Aa Jana Jab Fursat Ho,
Hum Aas Lagaye Baithe Hain.

11 comments:

  1. jimmi ji bahut achha likhte hai lage rahiye apne bhaav chhupayen nahi logon se baant lem

    ReplyDelete
  2. भोली सी तस्वीर " अच्छा प्रयास किया आपने .
    अच्छा होता अगर आप इन गजल को हिन्दी में लिखती.

    आपका "पाहरी बाबा" पर आना अच्छा लगा .

    धन्यबाद
    राजीव महेश्वरी

    ReplyDelete
  3. hindi mein kabe likhaa nahi is liye

    ReplyDelete
  4. blog per aane ki liyi thanx 2 all

    copy link's
    http://www.discobhangra.com/shayari/

    ReplyDelete
  5. "bebus haiN zmaane ke darr se,
    hr haal chhupaye baithe haiN..."
    mn meiN chhipi pyaar ki komal si aahat ka
    khoobsurat sa izhaar...
    ek achhi rachna . . . !!
    mubarakbaad.....!!
    ---MUFLIS---

    ReplyDelete
  6. तस्वीर लिए नजरे झुकाए बैठे है -बहुत बढ़िया =दिल में रहती है तस्वीरे यार जब जरा गर्दन झुकाई देखली /जो सब से डरेगा वो प्यार क्या करेगा ऐसा कोई गाना है तुम्हारे दूसरे शेर वाबत /तीसरा शेर "" ऐसी रंग दे कि रंग नाहीं छूटे ,धोबिया धोये ये चाहे सारी उमरिया -श्याम पिया मेरी रंग दे चुनरिया /अन्तिम शेर "" फुर्सत हो तो आजाना ,अपने ही हाथों से मेरी दुनिया .....(शायद ""बसा जाना"" ही है) पुराना फिल्मी गाना है

    ReplyDelete
  7. बहुत सुंदर प्रस्तुति

    ReplyDelete
  8. bahut achchhi shayari hai.
    keep it up.

    ReplyDelete